Vedic Jyotish yaani Bharatiya jyotish ek prachin vidya hai jo grahon ke gati aur sthiti ke adhar par manav jeevan par hone wale prabhav ko batati hai. Isme janm kundli, grah-dasha, nakshatra aur rashi ke adhar par vyakti ke bhavishya ka anuman lagaya jaata hai. Vedic Jyotish ko Rishi Parashara ne vistrit roop diya.
3/related/default